EK AURAT HI EK AURAT KA DUKH DARD SAMAJH SKTI HAI

kala jadoo

                       kala jadoo

As salamu allaiqum

!!! WARNING!!!

tamam logo ko dosak ki warning

Allah pak ki taraf se plz yeah aiyat zaroor read kareen

surah araf verse no 36

وَالَّذِينَ كَذَّبُوا بِآيَاتِنَا وَاسْتَكْبَرُوا عَنْهَا أُولَـٰئِكَ أَصْحَابُ النَّارِ ۖ هُمْ فِيهَا خَالِدُونَ ﴿٣٦﴾ (36) اور جنہوں نے ہماری آیتو ں کو جھٹلایا اوران سے تکبر

کیا وہی دوزخی ہیں وہ اس میں ہمیشہ رہنے والے ہوں گے

surah al anaam verse no 49

وَالَّذِينَ كَذَّبُوا بِآيَاتِنَا يَمَسُّهُمُ الْعَذَابُ بِمَا كَانُوا يَفْسُقُونَ ﴿٤٩﴾ (49) اور جنہوں نے ہماری آیتوں کو جھٹلایا انہیں عذاب پہنچے گا اس لیے کہ وہ

نافرمانی کرتے تھے

 

 

tamam muslimeen se mare gozarish hai ka wo is tarah ka alfaz na bolay. ka main jado per yaqeen nahi rakhta ya jado ka kohi wajood nahi hai ya kohi jado wado nahi hota .is tarah ka faltu alfaz na bolay q k jab quran pak main Allah tala farma rahe hai to is ka matlab jado ki hakikat hai. or jado ber haq hai or phir ake taraf se jo yeah keh raha hai ka jado nahi hota . to jo yeah boolta hai ka jado nahi hota to main us se yeah pouchta ho ka kya app Allah se behtar janta ho . or yeah bool kar app kya sabit karna cha rahe ho ka kya allah pak jhoot bool rahe hai ? or app such bool rahe ho? Allah tala na apni azeem kitab quran pak main saaf saaf or khulay alfaz main farmadeya hai jado ka bare main . so mana jitni aiyteen doondi jado ki so mana post kar deen ha . ager kohi muslim yeah alfaz kehta hai ka main jado per yaqeen nahi rakhta to wo allah tala ki in tamam aiytoo ko jhoot lata hai . so yeah kofar hai tamam musalmano se mare gozarish hai ka wo kufar na kareen ager kisi ko shak hai ya confrom karna ha k yeah aiyteen theek ha ya nahi . or in ka tarjoma theek hai be ya nahi to app log apna ghar ka quran main check kar sakta hai . mana is liya verses ,surah or tarjuma be post kar deya hai . taka app log apna ghar ka quran se match karleen or motmahin ho jahe .

u to taveez ki zakat nikal na bohat mushkel ha . 40 din ya 21 din ki parahe ki jate ha or jo taveez use karna hota ha us ko 125000 bar likh na hota ha tab ja kar taveez ki zakat nikalte ha yeah tareka ameeleen ka ha laken main assan tareka likh deta ho jis se taveez main asar peda ho jata ha .

 

jis be sorah ka taveez use kareen app us ko kam se kam be 111 bar ya zada se zada 1000 bar par k dam kareen us taveez ka uper yeah karna se taveez main asar peda ho jata ha or us ka sath sath apna hasab taufeeq hadiya masjid main dala taveez use karna se pehla yeah zaroore ha

 

bohat se ahsa log ha jo yeah kehta ha ka kalam main asar nahi hota yani taveez wegara asar nahi karte


Posted By - admin Posted On - 31/03/2012

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *