EK AURAT HI EK AURAT KA DUKH DARD SAMAJH SKTI HAI

kala jadoo in islam

       

            Begum Farida Ali

main kuch ahadess ka hawala deta ho ka islam main jadoo karna or karvana dono haram ha .

7 halak karna walay kamo se bacho

sahaba ikram ny kaha

aye Allah ka rasool wo 7 kam kon se ha

app ny farmaya

Allah k sath sharik karna , jadoo karna , kisi shaks ko bagayar haq k katil karna , sood khana , yateen ka mal khana , jang k din pit phair lena , or pak daman momin or bholi bhali oratoo per tohmat lagana .

 2 imran bin hussain (Razi Allah-o-Anho) se marwi ha k app ny farmaya

wo shaks hum main se nahi jis ny fall nikali ya is k liya fal nikali gahe or jis ny gayab ko jana ka dawa kiya ya wo gayab ko jana ka dawa karna walay k pass gaya , or jis ny jadoo kiya , ya is k liya jadoo kiya gaya .or jo shaks najoomi k pass aiya or wo jo kuch kehta ha is ny is ki tasdeak kardi to is ny nabi kareen salal laho allai wasalam ki sharyat se kofar kiya

 dua main yaad rakheya ga


Posted By - admin Posted On - 31/03/2012

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *