EK AURAT HI EK AURAT KA DUKH DARD SAMAJH SKTI HAI

kala jadoo in urdu

As salamu allaiqum

!!! WARNING!!!

tamam logo ko dosak ki warning

Allah pak ki taraf se plz yeah aiyat zaroor read kareen

surah araf verse no 36

وَالَّذِينَ كَذَّبُوا بِآيَاتِنَا وَاسْتَكْبَرُوا عَنْهَا أُولَـٰئِكَ أَصْحَابُ النَّارِ ۖ هُمْ فِيهَا خَالِدُونَ ﴿٣٦﴾ (36) اور جنہوں نے ہماری آیتو ں کو جھٹلایا اوران سے تکبر

کیا وہی دوزخی ہیں وہ اس میں ہمیشہ رہنے والے ہوں گے

surah al anaam verse no 49

وَالَّذِينَ كَذَّبُوا بِآيَاتِنَا يَمَسُّهُمُ الْعَذَابُ بِمَا كَانُوا يَفْسُقُونَ ﴿٤٩﴾ (49) اور جنہوں نے ہماری آیتوں کو جھٹلایا انہیں عذاب پہنچے گا اس لیے کہ وہ

نافرمانی کرتے تھے

 tamam muslimeen se mare gozarish hai ka wo is tarah ka alfaz na bolay. ka main jado per yaqeen nahi rakhta ya jado ka kohi wajood nahi hai ya kohi jado wado nahi hota .is tarah ka faltu alfaz na bolay q k jab quran pak main Allah tala farma rahe hai to is ka matlab jado ki hakikat hai. or jado ber haq hai or phir ake taraf se jo yeah keh raha hai ka jado nahi hota . to jo yeah boolta hai ka jado nahi hota to main us se yeah pouchta ho ka kya app Allah se behtar janta ho . or yeah bool kar app kya sabit karna cha rahe ho ka kya allah pak jhoot bool rahe hai ? or app such bool rahe ho? Allah tala na apni azeem kitab quran pak main saaf saaf or khulay alfaz main farmadeya hai jado ka bare main . so mana jitni aiyteen doondi jado ki so mana post kar deen ha . ager kohi muslim yeah alfaz kehta hai ka main jado per yaqeen nahi rakhta to wo allah tala ki in tamam aiytoo ko jhoot lata hai . so yeah kofar hai tamam musalmano se mare gozarish hai ka wo kufar na kareen ager kisi ko shak hai ya confrom karna ha k yeah aiyteen theek ha ya nahi . or in ka tarjoma theek hai be ya nahi to app log apna ghar ka quran main check kar sakta hai . mana is liya verses ,surah or tarjuma be post kar deya hai . taka app log apna ghar ka quran se match karleen or motmahin ho jahe .


Posted By - admin Posted On - 31/03/2012

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *